Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte, Urdu Ghazal By Asad Bhopali

Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asad Bhopali. Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ بھی ہو وہ اب دل سے جدا ہو نہیں سکتے

اسد بھوپالی

کچھ بھی ہو وہ اب دل سے جدا ہو نہیں سکتے

ہم مجرم توہین وفا ہو نہیں سکتے

اے موج حوادث تجھے معلوم نہیں کیا

ہم اہل محبت ہیں فنا ہو نہیں سکتے

اتنا تو بتا جاؤ خفا ہونے سے پہلے

وہ کیا کریں جو تم سے خفا ہو نہیں سکتے

اک آپ کا در ہے مری دنیائے عقیدت

یہ سجدے کہیں اور ادا ہو نہیں سکتے

احباب پہ دیوانے اسدؔ کیسا بھروسہ

یہ زہر بھرے گھونٹ روا ہو نہیں سکتے

اسد بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte

Asad Bhopali

kuchh bhi ho wo ab dil se juda ho nahin sakte
hum mujrim-e-tauhin-e-wafa ho nahin sakte

ai mauj-e-hawadis tujhe malum nahin kya
hum ahl-e-mohabbat hain fana ho nahin sakte

itna to bata jao KHafa hone se pahle
wo kya karen jo tum se KHafa ho nahin sakte

ek aap ka dar hai meri duniya-e-aqidat
ye sajde kahin aur ada ho nahin sakte

ahbab pe diwane 'asad' kaisa bharosa
ye zahr bhare ghunT rawa ho nahin sakte

(868) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte written by Asad Bhopali at UrduPoint. Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte is one of the masterpieces written by Asad Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Asad Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asad Bhopali' above.

Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Bhi Ho Wo Ab Dil Se Juda Ho Nahin Sakte, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.