Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai, Urdu Ghazal By Asad Bhopali

Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asad Bhopali. Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ ساتھی ہے نہ منزل کا پتہ ہے

اسد بھوپالی

نہ ساتھی ہے نہ منزل کا پتہ ہے

محبت راستہ ہی راستہ ہے

وفا کے نام پر برباد ہو کر

وفا کے نام سے دل کانپتا ہے

میں اب تیرے سوا کس کو پکاروں

مقدر سو گیا غم جاگتا ہے

وہ سب کچھ جان کر انجان کیوں ہیں

سنا ہے دل کو دل پہچانتا ہے

یہ آنسو ڈھونڈتا ہے تیرا دامن

مسافر اپنی منزل جانتا ہے

اسد بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai

Asad Bhopali

na sathi hai na manzil ka pata hai
mohabbat rasta hi rasta hai

wafa ke nam par barbaad ho kar
wafa ke nam se dil kanpta hai

main ab tere siwa kis ko pukarun
muqaddar so gaya gham jagta hai

wo sab kuchh jaan kar anjaan kyun hain
suna hai dil ko dil pahchanta hai

ye aansu DhunDta hai tera daman
musafir apni manzil jaanta hai

(841) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai written by Asad Bhopali at UrduPoint. Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai is one of the masterpieces written by Asad Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Asad Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asad Bhopali' above.

Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Sathi Hai Na Manzil Ka Pata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.