Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah, Urdu Ghazal By Asad Jafri

Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asad Jafri. Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بزم دہر میں کل تک تھے خود سروں کی طرح

اسد جعفری

جو بزم دہر میں کل تک تھے خود سروں کی طرح

بکھر گئے ہیں وہ ٹوٹے ہوئے پروں کی طرح

شکستہ روح ہے جسموں کے گنبدوں میں اسیر

ہیں میرے دور کے انسان مقبروں کی طرح

ڈرو تم ان سے کہ وہ راز دار طوفاں ہیں

جو ایک عمر سے چپ ہیں سمندروں کی طرح

پڑا جو وقت تو وہ پھر نظر نہیں آئے

یقیں کریں کہ جو ملتے تھے دلبروں کی طرح

حقیقتوں کا کریں سامنا دلیری سے

نہ یہ کہ موند لیں آنکھیں کبوتروں کی طرح

اسد جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah

Asad Jafri

jo bazm-e-dahr mein kal tak the KHud-suron ki tarah
bikhar gae hain wo TuTe hue paron ki tarah

shikasta ruh hai jismon ke gumbadon mein asir
hain mere daur ke insan maqbaron ki tarah

Daro tum un se ki wo raaz-dar-e-tufan hain
jo ek umr se chup hain samundaron ki tarah

paDa jo waqt to wo phir nazar nahin aae
yaqin karen ki jo milte the dilbaron ki tarah

haqiqaton ka karen samna dileri se
na ye ki mund len aankhen kabutaron ki tarah

(845) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah written by Asad Jafri at UrduPoint. Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah is one of the masterpieces written by Asad Jafri. You can also find the complete poetry collection of Asad Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asad Jafri' above.

Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Bazm-e-dahr Mein Kal Tak The KHud-suron Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.