Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein, Urdu Ghazal By Asad Multani

Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asad Multani. Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تماشا ہے کہ سب آزاد قومیں

اسد ملتانی

تماشا ہے کہ سب آزاد قومیں

بہی جاتی ہیں آزادی کی رو میں

وہ گرد کارواں بن کے چلے ہیں

ستارے تھے رواں جن کے جلو میں

سفر کیسا فقط آوارگی ہے

نہیں منزل نگاہ راہرو میں

ہے سوز دل ہی راز زندگانی

حیات شمع ہے صرف اس کی لو میں

بہت تھے ہم زباں لیکن جو دیکھا

نہ نکلا ایک بھی ہمدرد سو میں

اسدؔ ساقی کی ہے دوہری عنایت

شراب کہنہ ڈالی جام نو میں

اسد ملتانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein

Asad Multani

tamasha hai ki sab aazad qaumen
bahi jati hain aazadi ki rau mein

wo gard-e-karwan ban ke chale hain
sitare the rawan jin ke jilau mein

safar kaisa faqat aawargi hai
nahin manzil nigah-e-rah-rau mein

hai soz-e-dil hi raaz-e-zindagani
hayat-e-shama hai sirf us ki lau mein

bahut the ham-zaban lekin jo dekha
na nikla ek bhi hamdard sau main

'asad' saqi ki hai dohri inayat
sharab-e-kohna Dali jam-e-nau mein

(693) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein written by Asad Multani at UrduPoint. Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein is one of the masterpieces written by Asad Multani. You can also find the complete poetry collection of Asad Multani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asad Multani' above.

Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tamasha Hai Ki Sab Aazad QauMein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.