Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai, Urdu Ghazal By Asar Faridi

Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asar Faridi. Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی چہرہ نگاہوں میں نہیں ہے

اثر فریدی

کوئی چہرہ نگاہوں میں نہیں ہے

کہوں کیسے وہ آہوں میں نہیں ہے

مری قسمت میں یہ کیسا سفر ہے

کوئی سایہ بھی راہوں میں نہیں ہے

اگر کردار اب تک ہے سلامت

کشش کیوں خانقاہوں میں نہیں ہے

غریبوں کو سر آنکھوں پہ بٹھائیں

یہ جذبہ عالی جاہوں میں نہیں ہے

اثرؔ تم بات جس کی کر رہے ہو

تمہارے خیر خواہوں میں نہیں ہے

اثر فریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai

Asar Faridi

koi chehra nigahon mein nahin hai
kahun kaise wo aahon mein nahin hai

meri qismat mein ye kaisa safar hai
koi saya bhi rahon mein nahin hai

agar kirdar ab tak hai salamat
kashish kyon KHanqahon mein nahin hai

gharibon ko sar aankhon pe biThaen
ye jazba aali-jahon mein nahin hai

'asar' tum baat jis ki kar rahe ho
tumhaare KHair-KHwahon mein nahin hai

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai written by Asar Faridi at UrduPoint. Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai is one of the masterpieces written by Asar Faridi. You can also find the complete poetry collection of Asar Faridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asar Faridi' above.

Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Chehra Nigahon Mein Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.