Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai, Urdu Ghazal By Asar Faridi

Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asar Faridi. Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہاں تو روز نیا اک کمال ہوتا ہے

اثر فریدی

یہاں تو روز نیا اک کمال ہوتا ہے

جواب جس کا نہیں وہ سوال ہوتا ہے

کچھ اپنے آپ میں خوش ہیں کچھ اپنے آپ میں گم

ملال یہ ہے کہ ہم کو ملال ہوتا ہے

تمہاری بات سے سب متفق ہوں نا ممکن

ہر ایک شخص کا اپنا خیال ہوتا ہے

امیر شہر کو اب تک یہی ہے خوش فہمی

غریب شہر کا ماضی نہ حال ہوتا ہے

اثر فریدیؔ حقیقت ہے یہ فسانہ نہیں

عروج جس کا ہو اس کا زوال ہوتا ہے

اثر فریدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai

Asar Faridi

yahan to roz naya ek kamal hota hai
jawab jis ka nahin wo sawal hota hai

kuchh apne aap main KHush hain kuchh apne aap mein gum
malal ye hai ki hum ko malal hota hai

tumhaari baat se sab muttafiq hon na-mumkin
har ek shaKHs ka apna KHayal hota hai

amir-e-shahr ko ab tak yahi hai KHush-fahmi
gharib-e-shahr ka mazi na haal hota hai

asar 'faridi' haqiqat hai ye fasana nahin
uruj jis ka ho us ka zawal hota hai

(689) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai written by Asar Faridi at UrduPoint. Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai is one of the masterpieces written by Asar Faridi. You can also find the complete poetry collection of Asar Faridi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asar Faridi' above.

Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yahan To Roz Naya Ek Kamal Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.