Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein, Urdu Ghazal By Asghar Mehdi Hosh

Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asghar Mehdi Hosh. Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پیاسا رہا میں بالا قدی کے فریب میں

اصغر مہدی ہوش

پیاسا رہا میں بالا قدی کے فریب میں

دریا بہت قریب تھا مجھ سے نشیب میں

موقعہ ملا تھا پھر بھی نہ میں آزما سکا

اس کی پسند کے کئی سکے تھے جیب میں

پردیس جانے والا پلٹ بھی تو سکتا ہے

اتنا کہاں شکیب تھا اس نا شکیب میں

سنتا تو ہے بدن کی عبادت پہ آیتیں

آتا نہیں ہے پھر بھی کسی کے فریب میں

کھلتا ہے اس کے جسم پہ قاتل کا بھی لباس

کیا عیب ڈھونڈھتا کوئی اس جامہ زیب میں

بھوکا پرندہ شاخ پہ بیٹھا اور اڑ گیا

شاید کوئی مٹھاس نہ تھی کچے سیب میں

اصغر مہدی ہوش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein

Asghar Mehdi Hosh

pyasa raha main baala-qadi ke fareb mein
dariya bahut qarib tha mujh se nasheb mein

mauqa mila tha phir bhi na main aazma saka
us ki pasand ke kai sikke the jeb mein

pardes jaane wala palaT bhi to sakta hai
itna kahan shakeb tha is na-shakeb mein

sunta to hai badan ki ibaadat pe aayaten
aata nahin hai phir bhi kisi ke fareb mein

khilta hai us ke jism pe qatil ka bhi libas
kya aib DhunDhta koi us jama-zeb mein

bhuka parinda shaKH pe baiTha aur uD gaya
shayad koi miThas na thi kachche seb mein

(668) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein written by Asghar Mehdi Hosh at UrduPoint. Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein is one of the masterpieces written by Asghar Mehdi Hosh. You can also find the complete poetry collection of Asghar Mehdi Hosh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asghar Mehdi Hosh' above.

Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pyasa Raha Main Baala-qadi Ke Fareb Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.