Mujhe Ek Din Chahiye, Urdu Nazam By Asghar Nadeem Sayed

Mujhe Ek Din Chahiye is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Asghar Nadeem Sayed. Mujhe Ek Din Chahiye comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Mujhe Ek Din Chahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے ایک دن چاہیئے

اصغر ندیم سید

مجھے ایک دن چاہیئے

چاہے چھٹی کا دن ہو

یا اپنے ارادوں کے پل سے گزرنے کا

یا سیب کھانے کا دن ہو

مجھے ایک دن چاہیئے

چاہے ساحل پہ جا کر نہانے کا دن ہو

یا اپنی پسندیدہ موسیقی سننے کا دن ہو

درختوں میں چھپ کر کسی سے لپٹنے کا دن ہو

یا پھر کوئی دن

میری طاقت میں ڈوبا ہوا

میرے غصے کی حد سے نکلتا ہوا

ایسا دن

جو کھلے آسماں کی طرح اپنی بانہوں کو کھولے

مجھے ایک دن چاہیئے

تاکہ میں اپنے پیاروں کے دل میں

ٹپکتے ہوئے آنسوؤں کو

خوشی کے سمندر میں تبدیل کر دوں

مجھے ایک دن چاہیئے

اصغر ندیم سید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Ek Din Chahiye

Asghar Nadeem Sayed

mujhe ek din chahiye
chahe chhuTTi ka din ho
ya apne iradon ke pul se guzarne ka
ya seb khane ka din ho
mujhe ek din chahiye
chahe sahil pe ja kar nahane ka din ho
ya apni pasandida mausiqi sunne ka din ho
daraKHton mein chhup kar kisi se lipaTne ka din ho
ya phir koi din
meri taqat mein Duba hua
mere ghusse ki had se nikalta hua
aisa din
jo khule aasman ki tarah apni banhon ko khole
mujhe ek din chahiye
taki main apne pyaron ke dil mein
Tapakte hue aansuon ko
KHushi ke samundar mein tabdil kar dun
mujhe ek din chahiye

(701) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Ek Din Chahiye written by Asghar Nadeem Sayed at UrduPoint. Mujhe Ek Din Chahiye is one of the masterpieces written by Asghar Nadeem Sayed. You can also find the complete poetry collection of Asghar Nadeem Sayed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asghar Nadeem Sayed' above.

Mujhe Ek Din Chahiye is a widely read Urdu Nazam. If you like Mujhe Ek Din Chahiye, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.