Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main, Urdu Ghazal By Asghar Nizami

Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asghar Nizami. Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main comes under the Social, Sufi category of Urdu Ghazal. You can read Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کرشن کو چاہتا ہوں عاشق سبحاں ہوں میں

اصغر نظامی

کرشن کو چاہتا ہوں عاشق سبحاں ہوں میں

سب مجھے کہتے ہیں ہندو وہ مسلماں ہوں میں

رام بھی کرشن بھی احمد بھی گورونانک بھی

دل سے ان چاروں بزرگوں کا ثنا خواں ہوں میں

لب پہ ہر ہر ہے مرے دل میں ہے اللہ اللہ

وید پڑھ لیتا ہوں اور حافظ قرآں ہوں میں

میرا مذہب ہے یہی سب کو سمجھنا اپنا

سب سے ملتا ہوا رہتا ہوں وہ انساں ہوں میں

چار دن جینا ہے مل جل کے بسر ہو اصغرؔ

اب تو اس جگ میں کوئی روز کا مہماں ہوں میں

اصغر نظامی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main

Asghar Nizami

krishn ko chahta hun aashiq-e-subhan hun main
sab mujhe kahte hain hindu wo musalman hun main

ram bhi krishn bhi ahmad bhi gurunanak bhi
dil se in chaaron buzurgon ka sana-KHwan hun main

lab pe har-har hai mere dil mein hai allah allah
wed paDh leta hun aur hafiz-e-quran hun main

mera mazhab hai yahi sab ko samajhna apna
sab se milta hua rahta hun wo insan hun main

chaar din jina hai mil-jul ke basar ho 'asghar'
ab to is jag mein koi roz ka mehman hun main

(501) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main written by Asghar Nizami at UrduPoint. Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main is one of the masterpieces written by Asghar Nizami. You can also find the complete poetry collection of Asghar Nizami by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asghar Nizami' above.

Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Krishn Ko Chahta Hun Aashiq-e-subhan Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.