Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai, Urdu Ghazal By Ashar Najmi

Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashar Najmi. Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے اس کے درمیاں یہ فاصلہ اپنی جگہ ہے

اشعر نجمی

میرے اس کے درمیاں یہ فاصلہ اپنی جگہ ہے

آہٹوں اور دستکوں کا سلسلہ اپنی جگہ ہے

سینۂ آواز میں ہے برف کی تلوار گم

بے صدا گنبد کا لیکن مسئلہ اپنی جگہ ہے

میں چمکتی ریت کی اٹکھیلیوں کا ہوں اسیر

ایڑیوں کا اضطرابی مشغلہ اپنی جگہ ہے

خود فریبی کا بھرم ٹوٹا چلو اچھا ہوا

اونگھتی بیداریوں کا مرحلہ اپنی جگہ ہے

اشعر نجمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai

Ashar Najmi

mere us ke darmiyan ye fasla apni jagah hai
aahaTon aur dastakon ka silsila apni jagah hai

sina-e-awaz mein hai barf ki talwar gum
be-sada gumbad ka lekin masala apni jagah hai

main chamakti ret ki aTkheliyon ka hun asir
eDiyon ka iztirabi mashghala apni jagah hai

KHud-farebi ka bharam TuTa chalo achchha hua
unghti bedariyon ka marhala apni jagah hai

(780) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai written by Ashar Najmi at UrduPoint. Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai is one of the masterpieces written by Ashar Najmi. You can also find the complete poetry collection of Ashar Najmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashar Najmi' above.

Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Uske Darmiyan Ye Fasla Apni Jagah Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.