KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai, Urdu Ghazal By Ashfaq Qalaq

KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashfaq Qalaq. KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدا کی مجھ پہ نصرت ہو رہی ہے

اشفاق قلق

خدا کی مجھ پہ نصرت ہو رہی ہے

غزل کہنے پہ قدرت ہو رہی ہے

جسے دیکھو وہی تلوار سا ہے

محبت اب غنیمت ہو رہی ہے

دعا دے کر گیا تھا ایک سائل

مری روٹی میں برکت ہو رہی ہے

صلہ بس یہ ملا ترک وطن کا

ہماری گھر میں وقعت ہو رہی ہے

وہ سب سے مل رہا ہے اتنا جھک کر

جہاں جتنی ضرورت ہو رہی ہے

گل و گلزار شعلے ہو رہے ہیں

حقیقت محو حیرت ہو رہی ہے

قلقؔ لب پر تبسم دل میں کینہ

پس الفت عداوت ہو رہی ہے

اشفاق قلق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai

Ashfaq Qalaq

KHuda ki mujh pe nusrat ho rahi hai
ghazal kahne pe qudrat ho rahi hai

jise dekho wahi talwar sa hai
mohabbat ab ghanimat ho rahi hai

dua de kar gaya tha ek sail
meri roTi mein barakat ho rahi hai

sila bas ye mila tark-e-watan ka
hamari ghar mein waqat ho rahi hai

wo sab se mil raha hai itna jhuk kar
jahan jitni zarurat ho rahi hai

gul-o-gulzar shoale ho rahe hain
haqiqat mahw-e-hairat ho rahi hai

'qalaq' lab par tabassum dil mein kina
pas-e-ulfat adawat ho rahi hai

(657) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai written by Ashfaq Qalaq at UrduPoint. KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai is one of the masterpieces written by Ashfaq Qalaq. You can also find the complete poetry collection of Ashfaq Qalaq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashfaq Qalaq' above.

KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHuda Ki Mujh Pe Nusrat Ho Rahi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.