Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai, Urdu Ghazal By Ashok Goyal Ashok

Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashok Goyal Ashok. Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کیسا بھی ہو کیا ہوتا ہے

اشوک گویل اشوک

درد کیسا بھی ہو کیا ہوتا ہے

دل تو یہ مر کے بھی اب زندہ ہے

ہے اگر دھوپ تو اب دھوپ سہی

سر پہ میرے کوئی تو سایہ ہے

کس نے پھر قتل کیا سورج کو

ہے فضا نم تو یہ دن کالا ہے

خود سے ملنے کو بھی تو وقت نہیں

کون آئینوں سے اب ملتا ہے

نوچ لی اس نے پھر آنکھیں اپنی

زیست پر اس نے لکھا صحرا ہے

اشوک گویل اشوک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai

Ashok Goyal Ashok

dard kaisa bhi ho kya hota hai
dil to ye mar ke bhi ab zinda hai

hai agar dhup to ab dhup sahi
sar pe mere koi to saya hai

kis ne phir qatl kiya suraj ko
hai faza nam to ye din kala hai

KHud se milne ko bhi to waqt nahin
kaun aainon se ab milta hai

noch li us ne phir aankhen apni
zist par us ne likha sahra hai

(729) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai written by Ashok Goyal Ashok at UrduPoint. Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai is one of the masterpieces written by Ashok Goyal Ashok. You can also find the complete poetry collection of Ashok Goyal Ashok by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashok Goyal Ashok' above.

Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Kaisa Bhi Ho Kya Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.