Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair, Urdu Ghazal By Ashok Mizaj Badr

Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashok Mizaj Badr. Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غزل میں درد کے احساس کو جگائے بغیر

اشوک مزاج بدر

غزل میں درد کے احساس کو جگائے بغیر

ہنر میں آتا نہیں دل پہ چوٹ کھائے بغیر

تلاش کرتا ہوا پھر رہا ہوں برسوں سے

کہاں گیا مرا بچپن مجھے بتائے بغیر

نہ جانے کون سی دنیا میں لوگ جیتے ہیں

خیال و خواب کی دنیا کوئی بسائے بغیر

کئی ستارے بڑے بد نصیب ہوتے ہیں

وہ ڈوب جاتے ہیں پلکوں پہ جھلملائے بغیر

مجھے غزل بھی مری دادی ماں سی لگتی ہے

نہیں سلاتی کہانی کوئی سنائے بغیر

اشوک مزاج بدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair

Ashok Mizaj Badr

ghazal mein dard ke ehsas ko jagae baghair
hunar mein aata nahin dil pe choT khae baghair

talash karta hua phir raha hun barson se
kahan gaya mera bachpan mujhe batae baghair

na jaane kaun si duniya mein log jite hain
KHayal-o-KHwab ki duniya koi basae baghair

kai sitare baDe bad-nasib hote hain
wo Dub jate hain palkon pe jhilmilae baghair

mujhe ghazal bhi meri dadi-man si lagti hai
nahin sulati kahani koi sunae baghair

(954) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair written by Ashok Mizaj Badr at UrduPoint. Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair is one of the masterpieces written by Ashok Mizaj Badr. You can also find the complete poetry collection of Ashok Mizaj Badr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashok Mizaj Badr' above.

Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghazal Mein Dard Ke Ehsas Ko Jagae Baghair, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.