Agar Aashiq Koi Paida Na Hota, Urdu Ghazal By Ashraf Ali Fughan

Agar Aashiq Koi Paida Na Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Ali Fughan. Agar Aashiq Koi Paida Na Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Aashiq Koi Paida Na Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر عاشق کوئی پیدا نہ ہوتا

اشرف علی فغاں

اگر عاشق کوئی پیدا نہ ہوتا

تو معشوقوں کا یہ چرچا نہ ہوتا

گریباں چاک کر روتے کہاں ہم

اگر یہ دامن صحرا نہ ہوتا

سدا رہتی توقع بلبلوں کو

اگر یہ غنچۂ گل وا نہ ہوتا

جدائی میں اگر آنکھیں نہ روتیں

تو ہرگز راز دل افشا نہ ہوتا

فغاںؔ کون اب خریدار سخن تھا

اگر یہ حضرت سوداؔ نہ ہوتا

اشرف علی فغاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Aashiq Koi Paida Na Hota

Ashraf Ali Fughan

agar aashiq koi paida na hota
to mashuqon ka ye charcha na hota

gareban chaak kar rote kahan hum
agar ye daman-e-sahra na hota

sada rahti tawaqqo bulbulon ko
agar ye ghuncha-e-gul wa na hota

judai mein agar aankhen na rotin
to hargiz raaz-e-dil ifsha na hota

'fughan' kaun ab KHaridar-e-suKHan tha
agar ye hazrat-e-sauda na hota

(579) ووٹ وصول ہوئے

You can read Agar Aashiq Koi Paida Na Hota written by Ashraf Ali Fughan at UrduPoint. Agar Aashiq Koi Paida Na Hota is one of the masterpieces written by Ashraf Ali Fughan. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Ali Fughan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Ali Fughan' above.

Agar Aashiq Koi Paida Na Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Aashiq Koi Paida Na Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.