Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka, Urdu Ghazal By Ashraf Rafi

Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Rafi. Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حق نہیں مجھ کو شادمانی کا

اشرف رفیع

حق نہیں مجھ کو شادمانی کا

شکریہ غم کی مہربانی کا

آپ کے اور ہمارے آنسو میں

فرق ہے آگ اور پانی کا

ہے محبت کا نام عمر ابد

ذکر ہی کیا حیات فانی کا

خود مرے دل نے میری آنکھوں کو

فرض سونپا ہے خوں فشانی کا

اہل دل کی کہانیاں توبہ

ایک عنواں ہے ہر کہانی کا

کیوں نہ سرگوشیاں ہوں محفل میں

فیض ہے میری بے زبانی کا

تیرے غم سے سوا یہ غم ہے ہمیں

جانے کیا ہو تری نشانی کا

شعر روداد دل ہے نام نہیں

صرف الفاظ کی روانی کا

کارواں کے غبار میں اشرفؔ

چھپ گیا رنگ زندگانی کا

اشرف رفیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka

Ashraf Rafi

haq nahin mujh ko shadmani ka
shukriya gham ki mehrbani ka

aap ke aur hamare aansu mein
farq hai aag aur pani ka

hai mohabbat ka nam umr-e-abad
zikr hi kya hayat-e-fani ka

KHud mere dil ne meri aankhon ko
farz saunpa hai KHun-fishani ka

ahl-e-dil ki kahaniyan tauba
ek unwan hai har kahani ka

kyon na sargoshiyan hon mahfil mein
faiz hai meri be-zabani ka

tere gham se siwa ye gham hai hamein
jaane kya ho teri nishani ka

sher rudad-e-dil hai nam nahin
sirf alfaz ki rawani ka

karwan ke ghubar mein 'ashraf'
chhup gaya rang zindagani ka

(599) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka written by Ashraf Rafi at UrduPoint. Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka is one of the masterpieces written by Ashraf Rafi. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Rafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Rafi' above.

Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Haq Nahin Mujhko Shadmani Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.