Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The, Urdu Ghazal By Ashraf Rafi

Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Rafi. Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پردے مری نگاہ کے بھی درمیاں نہ تھے

اشرف رفیع

پردے مری نگاہ کے بھی درمیاں نہ تھے

کیا کہیے ان کے جلوے کہاں تھے کہاں نہ تھے

جس راستے سے لے گئی تھی مجھ کو بے خودی

اس راہ میں کسی کے قدم کے نشاں نہ تھے

راز آشنا ہے میری نظر یا پھر آئنہ

ورنہ وہ اپنے حسن کے خود رازداں نہ تھے

کچھ بے صدا سے لفظ نظر کہہ گئی ضرور

مانا لب خموش رہین بیاں نہ تھے

آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہرباں

بھولے تو یوں کہ جیسے کبھی مہرباں نہ تھے

اشرفؔ فریب زیست ہے کب امتحاں سے کم

اس کے سوا تو اور یہاں امتحاں نہ تھے

اشرف رفیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The

Ashraf Rafi

parde meri nigah ke bhi darmiyan na the
kya kahiye un ke jalwe kahan the kahan na the

jis raste se le gai thi mujh ko be-KHudi
us rah mein kisi ke qadam ke nishan na the

raaz-ashna hai meri nazar ya phir aaina
warna wo apne husn ke KHud raaz-dan na the

kuchh be-sada se lafz nazar kah gai zarur
mana lab-e-KHamosh rahin-e-bayan na the

aae to yun ki jaise hamesha the mehrban
bhule to yun ki jaise kabhi mehrban na the

'ashraf' fareb-e-zist hai kab imtihan se kam
is ke siwa to aur yahan imtihan na the

(689) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The written by Ashraf Rafi at UrduPoint. Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The is one of the masterpieces written by Ashraf Rafi. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Rafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Rafi' above.

Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parde Meri Nigah Ke Bhi Darmiyan Na The, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.