Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De, Urdu Ghazal By Ashu Mishra

Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashu Mishra. Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاہے گھر میں روک دے یا رہ گزر میں روک دے

آشو مشرا

چاہے گھر میں روک دے یا رہ گزر میں روک دے

وہ جسے چاہے اسے آدھے سفر میں روک دے

یہ اگر باہر گئیں تو خامشی چھا جائے گی

میری آوازیں مرے دیوار و در میں روک دے

ناخدا اس جل پری کے پاس پہنچا دے مجھے

یا تو اس کشتی کو لے جا کر بھنور میں روک دے

چند قدموں پر بدل جاتے ہیں میرے ہم سفر

اے خدا کوئی نظارا تو نظر میں روک دے

اس کی آمد سے مکان دل بہت شاداب ہے

اور کچھ دن اس نئے مہماں کو گھر میں روک دے

آشو مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De

Ashu Mishra

chahe ghar mein rok de ya rahguzar mein rok de
wo jise chahe use aadhe safar mein rok de

ye agar bahar gain to KHamushi chha jaegi
meri aawazen mere diwar-o-dar mein rok de

naKHuda us jal-pari ke pas pahuncha de mujhe
ya to us kashti ko le ja kar bhanwar mein rok de

chand qadmon par badal jate hain mere ham-safar
ai KHuda koi nazara to nazar mein rok de

us ki aamad se makan-e-dil bahut shadab hai
aur kuchh din is nae mehman ko ghar mein rok de

(725) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De written by Ashu Mishra at UrduPoint. Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De is one of the masterpieces written by Ashu Mishra. You can also find the complete poetry collection of Ashu Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashu Mishra' above.

Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chahe Ghar Mein Rok De Ya Rahguzar Mein Rok De, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.