Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein, Urdu Ghazal By Ashu Mishra

Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashu Mishra. Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب سیاہ گزرتی ہے کن عذابوں میں

آشو مشرا

شب سیاہ گزرتی ہے کن عذابوں میں

بکھرتے شہر کے منظر ہیں میرے خوابوں میں

یہ آپ گنیے کی لاشیں کدھر زیادہ ہیں

میں تنگ دست ہوں اس طرح کے حسابوں میں

لکھا ہوا تھا کہ اک دوسرے سے پیار کرو

جلے گھروں سے ملی ادھ جلی کتابوں میں

سکوں کا کوئی بھی لمحہ ہمیں نصیب نہیں

خوشی کی کوئی بھی سرگم نہیں ربابوں میں

میں بات بات پہ رونے لگا ہوں سو یا رب

تو میری خامشی کو درج کر جوابوں میں

آشو مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein

Ashu Mishra

shab-e-siyah guzarti hai kin azabon mein
bikharte shahr ke manzar hain mere KHwabon mein

ye aap giniye ki lashen kidhar ziyaada hain
main tang-dast hun is tarah ke hisabon mein

likha hua tha ki ek dusre se pyar karo
jale gharon se mili adh-jali kitabon mein

sukun ka koi bhi lamha hamein nasib nahin
KHushi ki koi bhi sargam nahin rababon mein

main baat baat pe rone laga hun so yarab
tu meri KHamushi ko darj kar jawabon mein

(787) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein written by Ashu Mishra at UrduPoint. Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein is one of the masterpieces written by Ashu Mishra. You can also find the complete poetry collection of Ashu Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashu Mishra' above.

Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-e-siyah Guzarti Hai Kin Azabon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.