Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke, Urdu Ghazal By Ashu Mishra

Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashu Mishra. Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجھ کو اندازے نہیں راہ کی دشواری کے

آشو مشرا

تجھ کو اندازے نہیں راہ کی دشواری کے

ہم تو قائل ہیں تری قافلہ سالاری کے

یہ ترے ساتھ میں رونے سے کھلا ہے مجھ پر

ہیں تری آنکھ میں سب اشک اداکاری کے

بے وفائی بھی اگر کی تو بتایا اس کو

میں نے آداب نبھائے ہیں وفاداری کے

جشن میں نے بھی منایا تھا شجر کٹنے کا

اس نے وہ فائدے گنوائے مجھے آری کے

دشت کا دشت جن آنکھوں پے لٹا بیٹھا تھا

ہم بھی پیچھے تھے اسی آہوئے تاتاری کے

اب مجھے یاد نہیں پیرہن عشق و وفا

ہاں مگر نقش ترے وصل کی گلکاری کے

آشو مشرا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke

Ashu Mishra

tujh ko andaze nahin rah ki dushwari ke
hum to qail hain teri qafila-salari ke

ye tere sath mein rone se khula hai mujh par
hain teri aankh mein sab ashk adakari ke

bewafai bhi agar ki to bataya us ko
main ne aadab nibhae hain wafadari ke

jashn main ne bhi manaya tha shajar kaTne ka
us ne wo faede ginwae mujhe aari ke

dasht ka dasht jin aankhon pe luTa baiTha tha
hum bhi pichhe the usi aahu-e-tatari ke

ab mujhe yaad nahin pairahan-e-ishq-o-wafa
han magar naqsh tere wasl ki gul-kari ke

(756) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke written by Ashu Mishra at UrduPoint. Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke is one of the masterpieces written by Ashu Mishra. You can also find the complete poetry collection of Ashu Mishra by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashu Mishra' above.

Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tujhko Andaze Nahin Rah Ki Dushwari Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.