Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi, Urdu Ghazal By Asif Jamal

Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asif Jamal. Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آنکھ بے خواب ہوئی ہے کیسی

آصف جمال

آنکھ بے خواب ہوئی ہے کیسی

یہ ہوا اب کے چلی ہے کیسی

تو مری یاد میں روتا تو نہیں

یہ ہواؤں میں نمی ہے کیسی

سایہ ہے اور کشیدہ کتنا

دھوپ ہے اور کڑی ہے کیسی

کیسا سویا ہے مقدر اپنا

اور زمیں گھوم رہی ہے کیسی

رسم دنیا ہے جسے جانا ہے

ہم پہ افتاد پڑی ہے کیسی

گنگ ہیں زندہ دلان لاہور

رسم پرسش بھی اٹھی ہے کیسی

آصف جمال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi

Asif Jamal

aankh be-KHwab hui hai kaisi
ye hawa ab ke chali hai kaisi

tu meri yaad mein rota to nahin
ye hawaon mein nami hai kaisi

saya hai aur kashida kitna
dhup hai aur kaDi hai kaisi

kaisa soya hai muqaddar apna
aur zamin ghum rahi hai kaisi

rasm-e-duniya hai jise jaana hai
hum pe uftad paDi hai kaisi

gung hain zinda-dilan-e-lahore
rasm-e-pursish bhi uThi hai kaisi

(1201) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi written by Asif Jamal at UrduPoint. Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi is one of the masterpieces written by Asif Jamal. You can also find the complete poetry collection of Asif Jamal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asif Jamal' above.

Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aankh Be-KHwab Hui Hai Kaisi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.