Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin, Urdu Ghazal By Asifa Zamani

Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asifa Zamani. Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم سے شکوہ بھی نہیں کوئی شکایت بھی نہیں

آصفہ زمانی

تم سے شکوہ بھی نہیں کوئی شکایت بھی نہیں

اور اس ترک تعلق کی وضاحت بھی نہیں

یاد میراث ہے یادیں ہی امانت ہیں مری

وہ تو محفوظ ہیں اب ان کی عنایت بھی نہیں

جب مری گردش دوراں سے ملاقات ہوئی

ہنس کے بولے تجھے حاجات کفایت بھی نہیں

تلخ یادوں کا دفینہ ہے یہ معصوم سا دل

تلخ یادوں سے ہمیں کوئی شکایت بھی نہیں

آصفہؔ صرف ہے کہنے کے لئے دل میرا

اب مگر دل پہ مرے میری حکومت بھی نہیں

آصفہ زمانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin

Asifa Zamani

tum se shikwa bhi nahin koi shikayat bhi nahin
aur is tark-e-talluq ki wazahat bhi nahin

yaad miras hai yaaden hi amanat hain meri
wo to mahfuz hain ab un ki inayat bhi nahin

jab meri gardish-e-dauran se mulaqat hui
hans ke bole tujhe hajat-e-kifayat bhi nahin

talKH yaadon ka dafina hai ye masum sa dil
talKH yaadon se hamein koi shikayat bhi nahin

'asifa' sirf hai kahne ke liye dil mera
ab magar dil pe mere meri hukumat bhi nahin

(992) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin written by Asifa Zamani at UrduPoint. Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin is one of the masterpieces written by Asifa Zamani. You can also find the complete poetry collection of Asifa Zamani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asifa Zamani' above.

Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Se Shikwa Bhi Nahin Koi Shikayat Bhi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.