Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai, Urdu Ghazal By Asifud Daula

Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asifud Daula. Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بسمل کسی کو رکھنا رسم وفا نہیں ہے

آصف الدولہ

بسمل کسی کو رکھنا رسم وفا نہیں ہے

اور منہ چھپا کے چلنا شرط وفا نہیں ہے

زلفوں کو شانہ کیجے یا بھوں بنا کے چلیے

گر پاس دل نہ رکھیے تو یہ ادا نہیں ہے

اک روز وہ ستم گر مجھ سے ہوا مخاطب

میں نے کہا کہ پیارے اب یہ روا نہیں ہے

مرتے ہیں ہم تڑپتے پھرتے ہو تم ہر اک جا

جانا کہ تم کو ہم سے کچھ مدعا نہیں ہے

تب سن کے شوخ دل کش جھنجھلا کے کہنے لاگا

کیا وضع میری آصفؔ تو جانتا نہیں ہے

آصف الدولہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai

Asifud Daula

bismil kisi ko rakhna rasm-e-wafa nahin hai
aur munh chhupa ke chalna shart-e-wafa nahin hai

zulfon ko shana kije ya bhaun bana ke chaliye
gar pas dil na rakhiye to ye ada nahin hai

ek roz wo sitamgar mujh se hua muKHatib
main ne kaha ki pyare ab ye rawa nahin hai

marte hain hum taDapte phirte ho tum har ek ja
jaana ki tum ko hum se kuchh muddaa nahin hai

tab sun ke shoKH dilkash jhunjhla ke kahne laga
kya waza meri 'asif' tu jaanta nahin hai

(806) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai written by Asifud Daula at UrduPoint. Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai is one of the masterpieces written by Asifud Daula. You can also find the complete poetry collection of Asifud Daula by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asifud Daula' above.

Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bismil Kisi Ko Rakhna Rasm-e-wafa Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.