Is Ada Se Mujhe Salam Kiya, Urdu Ghazal By Asifud Daula

Is Ada Se Mujhe Salam Kiya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asifud Daula. Is Ada Se Mujhe Salam Kiya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Ada Se Mujhe Salam Kiya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس ادا سے مجھے سلام کیا

آصف الدولہ

اس ادا سے مجھے سلام کیا

ایک ہی آن میں غلام کیا

لے گیا ننگ و نام اب مجھ سے

عشق نے آخر اپنا کام کیا

یارو اس گل بدن کے تئیں ہم نے

کل صبا سے یہی پیام کیا

ہم سے ملتے رہا کرو پیارے

چاہ میں گرچہ اپنا نام کیا

قصۂ جاں گداز اے آصفؔ

تھوڑی سی بات میں تمام کیا

آصف الدولہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Ada Se Mujhe Salam Kiya

Asifud Daula

is ada se mujhe salam kiya
ek hi aan mein ghulam kiya

le gaya nang-o-nam ab mujh se
ishq ne aaKHir apna kaam kiya

yaro us gul-badan ke tain hum ne
kal saba se yahi payam kiya

hum se milte raha karo pyare
chah mein garche apna nam kiya

qissa-e-jaan-gudaz ai 'asif'
thoDi si baat mein tamam kiya

(655) ووٹ وصول ہوئے

You can read Is Ada Se Mujhe Salam Kiya written by Asifud Daula at UrduPoint. Is Ada Se Mujhe Salam Kiya is one of the masterpieces written by Asifud Daula. You can also find the complete poetry collection of Asifud Daula by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asifud Daula' above.

Is Ada Se Mujhe Salam Kiya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Ada Se Mujhe Salam Kiya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.