Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Asifud Daula

Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asifud Daula. Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو شمشیر تیری علم دیکھتے ہیں

آصف الدولہ

جو شمشیر تیری علم دیکھتے ہیں

تو ووہیں سر اپنا قلم دیکھتے ہیں

تجھے غیر سے جب بہم دیکھتے ہیں

نہ دیکھے کوئی جو کہ ہم دیکھتے ہیں

جو چاہیں کہ لکھیں کچھ احوال دل کا

تو ہاتھوں کو اپنے قلم دیکھتے ہیں

تو جلدی سے آور نہ میرے مسیحا

کوئی دم کو راہ عدم دیکھتے ہیں

گلی میں بتوں کی شب و روز آصفؔ

تماشا خدائی کا ہم دیکھتے ہیں

آصف الدولہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain

Asifud Daula

jo shamshir teri alam dekhte hain
to wohin sar apna qalam dekhte hain

tujhe ghair se jab baham dekhte hain
na dekhe koi jo ki hum dekhte hain

jo chahen ki likkhen kuchh ahwal dil ka
to hathon ko apne qalam dekhte hain

to jaldi se aawar na mere masiha
koi dam ko rah-e-adam dekhte hain

gali mein buton ki shab-o-roz 'asif'
tamasha KHudai ka hum dekhte hain

(806) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain written by Asifud Daula at UrduPoint. Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Asifud Daula. You can also find the complete poetry collection of Asifud Daula by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asifud Daula' above.

Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Shamshir Teri Alam Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.