Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai, Urdu Ghazal By Asim Ejaz

Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asim Ejaz. Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بھنور کشتی کنارا مستقل ہے

عاصم اعجاز

بھنور کشتی کنارا مستقل ہے

سفر کا استعارہ مستقل ہے

یہاں کچھ دیر تو رکنا پڑے گا

پس پردہ اشارا مستقل ہے

تیرا لہجہ گواہی دے رہا ہے

محبت میں خسارا مستقل ہے

اچانک وصل کی دیوار ٹوٹی

سو اب یہ ہجر سارا مستقل ہے

نظر کیسے ہٹے گی آسماں سے

فضا میں جب غبارہ مستقل ہے

خوشی کا استعارا ڈھونڈ لیں گے

ابھی غم پر گزارہ مستقل ہے

بھٹک جائیں گے یا منزل ملے گی

یہاں قطبی ستارا مستقل ہے

عاصم اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai

Asim Ejaz

bhanwar kashti kinara mustaqil hai
safar ka istiara mustaqil hai

yahan kuchh der to rukna paDega
pas-e-parda ishaara mustaqil hai

tera lahja gawahi de raha hai
mohabbat mein KHasara mustaqil hai

achanak wasl ki diwar TuTi
so ab ye hijr sara mustaqil hai

nazar kaise haTegi aasman se
faza mein jab ghubara mustaqil hai

KHushi ka istiara DhunD lenge
abhi gham par guzara mustaqil hai

bhaTak jaenge ya manzil milegi
yahan qutbi sitara mustaqil hai

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai written by Asim Ejaz at UrduPoint. Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai is one of the masterpieces written by Asim Ejaz. You can also find the complete poetry collection of Asim Ejaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asim Ejaz' above.

Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bhanwar Kashti Kinara Mustaqil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.