Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein, Urdu Ghazal By Asima Tahir

Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asima Tahir. Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ سوچا ہی نہیں تھا تشنگی میں

عاصمہ طاہر

یہ سوچا ہی نہیں تھا تشنگی میں

کہاں رکھوں گی لب میں بے بسی میں

تمہاری سمت آنے کی طلب میں

میں رکتی ہی نہیں ہوں بے خودی میں

دل خوش فہم تجھ سے کتنے ہوں گے

نثار اس کی تمنا کی گلی میں

نہیں وہ اتنا بھی پاگل نہیں تھا

جو مر جاتا مری وابستگی میں

مجھے اب عاصمہؔ چلنا پڑے گا

خود اپنے آپ ہی کی رہبری میں

عاصمہ طاہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein

Asima Tahir

ye socha hi nahin tha tishnagi mein
kahan rakkhungi lab main bebasi mein

tumhaari samt aane ki talab mein
main rukti hi nahin hun be-KHudi mein

dil-e-KHush-fahm tujh se kitne honge
nisar us ki tamanna ki gali mein

nahin wo itna bhi pagal nahin tha
jo mar jata meri wabastagi mein

mujhe ab 'asima' chalna paDega
KHud apne aap hi ki rahbari mein

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein written by Asima Tahir at UrduPoint. Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein is one of the masterpieces written by Asima Tahir. You can also find the complete poetry collection of Asima Tahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asima Tahir' above.

Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Socha Hi Nahin Tha Tishnagi Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.