ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain, Urdu Ghazal By Asima Tahir

ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asima Tahir. ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زخم کھا کے بھی مسکراتے ہیں

عاصمہ طاہر

زخم کھا کے بھی مسکراتے ہیں

ہم ہیں پتھر بکھر نہ پاتے ہیں

کوئی پہچان ہی نہ لے ہم کو

رنگ میں شام ہم ملاتے ہیں

خواب کا انتظار ختم ہوا

آنکھ کو نیند سے جگاتے ہیں

شام کے وقت ہجرتی پتے

سبز پیڑوں کا غم مناتے ہیں

عاصمہؔ روشنی بھرے الفاظ

اپنے اندر ہی جھلملاتے ہیں

عاصمہ طاہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain

Asima Tahir

zaKHm kha ke bhi muskuraate hain
hum hain patthar bikhar na pate hain

koi pahchan hi na le hum ko
rang mein sham hum milate hain

KHwab ka intizar KHatm hua
aankh ko nind se jagate hain

sham ke waqt hijrati patte
sabz peDon ka gham manate hain

'asima' raushni bhare alfaz
apne andar hi jhilmilate hain

(753) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain written by Asima Tahir at UrduPoint. ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain is one of the masterpieces written by Asima Tahir. You can also find the complete poetry collection of Asima Tahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asima Tahir' above.

ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like ZaKHm Kha Ke Bhi Muskuraate Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.