Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai, Urdu Ghazal By Aslam Azad

Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Azad. Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کا کچھ رکا سا دھارا ہے

اسلم آزاد

وقت کا کچھ رکا سا دھارا ہے

تم نے شاید مجھے پکارا ہے

تم نہ آؤ گے یہ بھی ہے معلوم

چند یادوں کا بس سہارا ہے

ان کی یادوں کے چند پھولوں سے

چمن تازہ دل ہمارا ہے

آج ہم نے تو دے کے جاں اپنی

زندگی تیرا قرض اتارا ہے

ان کی نظروں نے زخم دل کو مرے

مندمل کر کے پھر ابھارا ہے

لوگ کہتے ہیں اس کو بھی شبنم

سر مژگاں جو اک ستارا ہے

پھر بھی حاصل سکوں نہیں اسلمؔ

عمر بھر حسرتوں کو مارا ہے

اسلم آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai

Aslam Azad

waqt ka kuchh ruka sa dhaara hai
tum ne shayad mujhe pukara hai

tum na aaoge ye bhi hai malum
chand yaadon ka bas sahaara hai

un ki yaadon ke chand phulon se
chaman-e-taza dil hamara hai

aaj hum ne to de ke jaan apni
zindagi tera qarz utara hai

un ki nazron ne zaKHm-e-dil ko mere
mundamil kar ke phir ubhaara hai

log kahte hain us ko bhi shabnam
sar-e-mizhgan jo ek sitara hai

phir bhi hasil sukun nahin 'aslam'
umr bhar hasraton ko mara hai

(549) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai written by Aslam Azad at UrduPoint. Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai is one of the masterpieces written by Aslam Azad. You can also find the complete poetry collection of Aslam Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Azad' above.

Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Ka Kuchh Ruka Sa Dhaara Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.