Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka, Urdu Ghazal By Aslam Barabankvi

Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Barabankvi. Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد غم فراق کا درماں نہ ہو سکا

اسلم بارہ بنکوی

درد غم فراق کا درماں نہ ہو سکا

ظلمت کدہ میں دل کے چراغاں نہ ہو سکا

ہوش و خرد سے دور جنوں کی حدود میں

کچھ اہتمام جشن بہاراں نہ ہو سکا

ان کی خوشی کے واسطے میں مسکرا دیا

لیکن شگفتہ دل کا گلستاں نہ ہو سکا

شمع حیات بجھنے کو ہر چند ہے مگر

افسانۂ حیات کا عنواں نہ ہو سکا

آئی بہار آ کے چمن سے گزر گئی

پھر بھی رفوئے چاک گریباں نہ ہو سکا

ناصح کی کوششیں تو ہوئیں رائیگاں مگر

اسلمؔ تمام عمر مسلماں نہ ہو سکا

اسلم بارہ بنکوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka

Aslam Barabankvi

dard-e-gham-e-firaq ka darman na ho saka
zulmat-kade mein dil ke charaghan na ho saka

hosh-o-KHirad se daur-e-junun ki hudud mein
kuchh ehtimam-e-jashn-e-bahaaran na ho saka

un ki KHushi ke waste main muskura diya
lekin shagufta dil ka gulistan na ho saka

sham-e-hayat bujhne ko har chand hai magar
afsana-e-hayat ka unwan na ho saka

aai bahaar aa ke chaman se guzar gai
phir bhi rafu-e-chaak-e-gareban na ho saka

naseh ki koshishen to huin raegan magar
'aslam' tamam umr musalman na ho saka

(695) ووٹ وصول ہوئے

You can read Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka written by Aslam Barabankvi at UrduPoint. Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka is one of the masterpieces written by Aslam Barabankvi. You can also find the complete poetry collection of Aslam Barabankvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Barabankvi' above.

Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard-e-gham-e-firaq Ka Darman Na Ho Saka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.