Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi, Urdu Ghazal By Aslam Emadi

Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Emadi. Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تمام کھیل تماشوں کے درمیان وہی

اسلم عمادی

تمام کھیل تماشوں کے درمیان وہی

وہ میرا دشمن جاں یعنی مہربان وہی

ہزار راستے بدلے ہزار سوانگ رچے

مگر ہے رقص میں سر پر اک آسمان وہی

سبھی کو اس کی اذیت کا ہے یقین مگر

ہمارے شہر میں ہے رسم امتحان وہی

تمہارے درد سے جاگے تو ان کی قدر کھلی

وگرنہ پہلے بھی اپنے تھے جسم و جان وہی

وہی حروف وہی اپنے بے اثر فقرے

وہی بجھے ہوئے موضوع اور بیان وہی

اسلم عمادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi

Aslam Emadi

tamam khel-tamashon ke darmiyan wahi
wo mera dushman-e-jaan yani mehrban wahi

hazar raste badle hazar swang rache
magar hai raqs mein sar par ek aasman wahi

sabhi ko us ki aziyyat ka hai yaqin magar
hamare shahr mein hai rasm-e-imtihan wahi

tumhaare dard se jage to un ki qadr khuli
wagarna pahle bhi apne the jism-o-jaan wahi

wahi huruf wahi apne be-asar fiqre
wahi bujhe hue mauzua aur bayan wahi

(934) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi written by Aslam Emadi at UrduPoint. Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi is one of the masterpieces written by Aslam Emadi. You can also find the complete poetry collection of Aslam Emadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Emadi' above.

Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tamam Khel-tamashon Ke Darmiyan Wahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.