Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai, Urdu Ghazal By Aslam Habeeb

Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Habeeb. Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دوستی کو عام کرنا چاہتا ہے

اسلم حبیب

دوستی کو عام کرنا چاہتا ہے

خود کو وہ نیلام کرنا چاہتا ہے

بیچ آیا ہے گھٹا کے ہاتھ سورج

دوپہر کو شام کرنا چاہتا ہے

نوکری پہ بس نہیں جاں پہ تو ہوگا

اب وہ کوئی کام کرنا چاہتا ہے

عمر بھر خود سے رہا ناراض لیکن

دوسروں کو رام کرنا چاہتا ہے

بیچتا ہے سچ بھرے بازار میں وہ

زہر پی کر نام کرنا چاہتا ہے

مقطع بے رنگ کہہ کر آج اسلمؔ

حجت اتمام کرنا چاہتا ہے

اسلم حبیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai

Aslam Habeeb

dosti ko aam karna chahta hai
KHud ko wo nilam karna chahta hai

bech aaya hai ghaTa ke hath suraj
dopahar ko sham karna chahta hai

naukri pe bas nahin jaan pe to hoga
ab wo koi kaam karna chahta hai

umr-bhar KHud se raha naraaz lekin
dusron ko ram karna chahta hai

bechta hai sach bhare bazar mein wo
zahar pi kar nam karna chahta hai

maqta-e-be-rang kah kar aaj 'aslam'
hujjat-e-itmam karna chahta hai

(684) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai written by Aslam Habeeb at UrduPoint. Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai is one of the masterpieces written by Aslam Habeeb. You can also find the complete poetry collection of Aslam Habeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Habeeb' above.

Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dosti Ko Aam Karna Chahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.