Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai, Urdu Ghazal By Aslam Rashid

Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Rashid. Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے معمہ یا کہانی عشق ہے

اسلم راشد

ہے معمہ یا کہانی عشق ہے

آئنے سے خود کلامی عشق ہے

ہنستے ہنستے رو پڑے پھر ہنس دئے

کیا یہی عادت پرانی عشق ہے

اک تمنا نے جگایا تھا جنوں

اس جنوں کی پاسبانی عشق ہے

ذکر اس کا نامکمل ہے مگر

خاموشی کی ترجمانی عشق ہے

موت کے سب زاویے پڑھتی ہوئی

ہم سبھی کی زندگانی عشق ہے

اس کی جب شیریں بیانی کو سنا

مان بیٹھے جاودانی عشق ہے

اسلم راشد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai

Aslam Rashid

hai muamma ya kahani ishq hai
aaine se KHud-kalami ishq hai

hanste hanste ro paDe phir hans diye
kya yahi aadat purani ishq hai

ek tamanna ne jagaya tha junun
us junun ki pasbani ishq hai

zikr us ka na-mukammal hai magar
KHamoshi ki tarjumani ishq hai

maut ke sab zawiye paDhti hui
hum sabhi ki zindagani ishq hai

us ki jab shirin-bayani ko suna
man baiThe jawedani ishq hai

(707) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai written by Aslam Rashid at UrduPoint. Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai is one of the masterpieces written by Aslam Rashid. You can also find the complete poetry collection of Aslam Rashid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Rashid' above.

Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Muamma Ya Kahani Ishq Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.