Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai, Urdu Ghazal By Aslam Saifi

Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Saifi. Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بندگی کیوں نہ راس آتی ہے

اسلم سیفی

بندگی کیوں نہ راس آتی ہے

کیا یہ نمرود کی خدائی ہے

چاندنی اوڑھ کر جو نکلا ہے

جیب اس کی وفا سے خالی ہے

زندگی اب کہاں کرے فریاد

آبرو حادثوں نے لوٹی ہے

راز چھپتا نہیں چھپانے سے

آج گھر گھر میں گھر کا بھیدی ہے

یہ ہے تیرا فریب اے ساحل

میری کشتی بھنور میں ڈوبی ہے

جنگ میں آئے گا مزا سیفیؔ

میرا دشمن بھی خاندانی ہے

اسلم سیفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai

Aslam Saifi

bandagi kyon na ras aati hai
kya ye namrud ki KHudai hai

chandni oDh kar jo nikla hai
jeb us ki wafa se KHali hai

zindagi ab kahan kare fariyaad
aabru hadson ne luTi hai

raaz chhupta nahin chhupane se
aaj ghar ghar mein ghar ka bhedi hai

ye hai tera fareb ai sahil
meri kashti bhanwar mein Dubi hai

jang mein aaega maza 'saifi'
mera dushman bhi KHandani hai

(906) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai written by Aslam Saifi at UrduPoint. Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai is one of the masterpieces written by Aslam Saifi. You can also find the complete poetry collection of Aslam Saifi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Saifi' above.

Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bandagi Kyon Na Ras Aati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.