Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun, Urdu Ghazal By Asma Riyaz Asma

Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asma Riyaz Asma. Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے دشمن کو تو میں ایسی سزا دیتی ہوں

اسما ریاض اسما

اپنے دشمن کو تو میں ایسی سزا دیتی ہوں

قتل کرتی نہیں نظروں سے گرا دیتی ہوں

بے ادب لوگ جو ہوتے ہیں مری نظروں میں

ان کو محفل سے نہیں دل سے اٹھا دیتی ہوں

زعم ہو جس میں تو نرمی سے نہیں ملتی میں

تلخ گوئی سے ہی کمزور بنا دیتی ہوں

رسم الفت کو نبھانے کے لئے میں اکثر

خود کو ناکردہ گناہوں کی سزا دیتی ہوں

دل مرا یوں ہی نہیں ہوتا ہے اسماؔ ہلکا

اپنی ان آنکھوں سے آنسو جو بہا دیتی ہوں

اسما ریاض اسما

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun

Asma Riyaz Asma

apne dushman ko to main aisi saza deti hun
qatl karti nahin nazron se gira deti hun

be-adab log jo hote hain meri nazron mein
un ko mahfil se nahin dil se uTha deti hun

zoam ho jis mein to narmi se nahin milti main
talKH-goi se hi kamzor bana deti hun

rasm-e-ulfat ko nibhane ke liye main aksar
KHud ko na-karda gunahon ki saza deti hun

dil mera yun hi nahin hota hai 'asma' halka
apni in aankhon se aansu jo baha deti hun

(1172) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun written by Asma Riyaz Asma at UrduPoint. Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun is one of the masterpieces written by Asma Riyaz Asma. You can also find the complete poetry collection of Asma Riyaz Asma by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asma Riyaz Asma' above.

Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Dushman Ko To Main Aisi Saza Deti Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.