Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein, Urdu Ghazal By Asrar Zaidi

Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asrar Zaidi. Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یوں پابند سلاسل ہو کر کون پھرے بازاروں میں

اسرار زیدی

یوں پابند سلاسل ہو کر کون پھرے بازاروں میں

خود ہی قید نہ ہو جائیں کیوں اپنی ہی دیواروں میں

رات کے لمحوں کی سنگینی دل کو ڈستی رہتی ہے

جسم سلگتا رہتا ہے تنہائی کے انگاروں میں

روشنیوں کے شہر اندھیروں کے جادو میں ڈوب گئے

بجھنے لگی ہو نور کی مشعل جیسے چاند ستاروں میں

درد کے تپتے صحرا میں اک آبلہ پا سر گرداں ہے

تم کو کیا تم جشن مناؤ خوشیوں کے گہواروں میں

میں کوئی سقراط نہ تھا جو زہر کا پیالہ پی جاتا

میں خود کیسے ڈوب سکوں گا اپنے لہو کی دھاروں میں

شہر کی راہیں رقص کناں ہیں رنگ فضا میں بکھرا ہے

کتنے چہرے سجے ہوئے ہیں ان چمکیلی کاروں میں

اسرار زیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein

Asrar Zaidi

yun paband-e-salasil ho kar kaun phire bazaron mein
KHud hi qaid na ho jaen kyun apni hi diwaron mein

raat ke lamhon ki sangini dil ko Dasti rahti hai
jism sulagta rahta hai tanhai ke angaron mein

raushniyon ke shahr andheron ke jadu mein Dub gae
bujhne lagi ho nur ki mashal jaise chand-sitaron mein

dard ke tapte sahra mein ek aabla-pa sar-gardan hai
tum ko kya tum jashn manao KHushiyon ke gahwaron mein

main koi suqraat na tha jo zahr ka pyala pi jata
main KHud kaise Dub sakunga apne lahu ki dhaaron mein

shahr ki rahen raqs-kunan hain rang faza mein bikhra hai
kitne chehre saje hue hain in chamkili caron mein

(691) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein written by Asrar Zaidi at UrduPoint. Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein is one of the masterpieces written by Asrar Zaidi. You can also find the complete poetry collection of Asrar Zaidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asrar Zaidi' above.

Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Yun Paband-e-salasil Ho Kar Kaun Phire Bazaron Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.