Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye, Urdu Nazam By Ataur Rahman Tariq

Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Ataur Rahman Tariq. Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آپ مجھے بچہ مت کہیے

عطاء الرحمٰن طارق

آپ مجھے بچہ مت کہیے

میں کیا جانوں بچپن کیا ہے

گھر کیا گھر کا آنگن کیا ہے

جو کچھ ہے فٹ پاتھ ہے اپنا

جنم جنم کا ساتھ ہے اپنا

ہاں کچھ دن اسکول گیا ہوں

لیکن سب کچھ بھول گیا ہوں

صاحب کے جوتے چمکاؤں

ہوٹل ہوٹل پایا جاؤں

گیرج گیرج کام کروں میں

محنت صبح و شام کروں میں

سڑکوں پر کرتب دکھلاؤں

لوکل ٹرین میں گانا گاؤں

سال مہینے گھڑیاں بیچوں

میلے میں پھلجڑیاں بیچوں

آپ مجھے بچہ مت کہیے

عطاء الرحمٰن طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye

Ataur Rahman Tariq

aap mujhe bachcha mat kahiye
main kya jaanun bachpan kya hai
ghar kya ghar ka aangan kya hai
jo kuchh hai footpath hai apna
janam janam ka sath hai apna
han kuchh din school gaya hun
lekin sab kuchh bhul gaya hun
sahab ke jute chamkaun
hotel hotel paya jaun
garage garage kaam karun main
mehnat subh-o-sham karun main
saDkon par kartab dikhlaun
local train mein gana gaun
sal mahine ghaDiyan bechun
mele mein phuljhaDiyan bechun
aap mujhe bachcha mat kahiye

(555) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye written by Ataur Rahman Tariq at UrduPoint. Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye is one of the masterpieces written by Ataur Rahman Tariq. You can also find the complete poetry collection of Ataur Rahman Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ataur Rahman Tariq' above.

Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye is a widely read Urdu Nazam. If you like Aap Mujhe Bachcha Mat Kahiye, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.