Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise?, Urdu Ghazal By Ateeq Asar

Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise? is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ateeq Asar. Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise? comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise? on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حرف لرزاں ہیں کہ ہونٹوں پہ وہ آئیں کیسے؟

عتیق اثر

حرف لرزاں ہیں کہ ہونٹوں پہ وہ آئیں کیسے؟

راہ میں آہوں کے شعلے ہیں بجھائیں کیسے؟

وضع داری کے وہ پہرے ہیں کہ اے جذبۂ دل

سنگ اور آئنہ اک ساتھ اٹھائیں کیسے؟

وہ مناظر جو طبیعت کو جواں رکھتے ہیں

اے خزاں اب ترے ہاتھوں سے بچائیں کیسے؟

خشک آنکھوں میں اترنے سے بھلا کیا ہوگا

دل ہے صد پارہ بھلا اس میں بٹھائیں کیسے؟

ڈر ہے دامن نہ سلگ جائے ٹپک جائے اگر

اشک آنکھوں میں تڑپتے ہیں بہائیں کیسے؟

اے عتیقؔ آپ کی یہ کم نظری ہے ورنہ

اس قدر جلوے ہیں آنکھوں میں سجائیں کیسے؟

عتیق اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise?

Ateeq Asar

harf larzan hain ki honTon pe wo aaen kaise?
rah mein aahon ke shoale hain bujhaen kaise?

waza-dari ke wo pahre hain ki ai jazba-e-dil
sang aur aaina ek sath uThaen kaise?

wo manazir jo tabiat ko jawan rakhte hain
ai KHizan ab tere hathon se bachaen kaise?

KHushk aankhon mein utarne se bhala kya hoga
dil hai sad-para bhala is mein biThaen kaise?

Dar hai daman na sulag jae Tapak jae agar
ashk aankhon mein taDapte hain bahaen kaise?

ai 'atiq' aap ki ye kam-nazari hai warna
is qadar jalwe hain aankhon mein sajaen kaise?

(649) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise? written by Ateeq Asar at UrduPoint. Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise? is one of the masterpieces written by Ateeq Asar. You can also find the complete poetry collection of Ateeq Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ateeq Asar' above.

Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise? is a widely read Urdu Ghazal. If you like Harf Larzan Hain Ki HonTon Pe Wo Aaen Kaise?, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.