Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati, Urdu Ghazal By Ateeya Niyazi

Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ateeya Niyazi. Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شب گزیدہ کے گھر نہیں آتی

عطیہ نیازی

شب گزیدہ کے گھر نہیں آتی

خواب میں بھی سحر نہیں آتی

کیا سنیں دیس کی سنائیں کیا

کوئی اچھی خبر نہیں آتی

آئینہ دوسروں کی جانب ہے

اپنی صورت نظر نہیں آتی

آپ منہ میں زبان رکھتے ہیں

بات کرنی مگر نہیں آتی

درس دیتے ہیں وہ محبت کا

جن کو زیر و زبر نہیں آتی

میری قسمت ہے یا پچھل پیری

لوٹ جاتی ہے گھر نہیں آتی

بن ترے کچھ نظر نہیں آتا

تجھ کو عطیہؔ نظر نہیں آتی

عطیہ نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati

Ateeya Niyazi

shab-gazida ke ghar nahin aati
KHwab mein bhi sahar nahin aati

kya sunen des ki sunaen kya
koi achchhi KHabar nahin aati

aaina dusron ki jaanib hai
apni surat nazar nahin aati

aap munh mein zaban rakhte hain
baat karni magar nahin aati

dars dete hain wo mohabbat ka
jin ko zer-o-zabar nahin aati

meri qismat hai ya pachhal-piri
lauT jati hai ghar nahin aati

bin tere kuchh nazar nahin aata
tujh ko 'atiya' nazar nahin aati

(937) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati written by Ateeya Niyazi at UrduPoint. Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati is one of the masterpieces written by Ateeya Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Ateeya Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ateeya Niyazi' above.

Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shab-gazida Ke Ghar Nahin Aati, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.