Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai, Urdu Ghazal By Athar Nadir

Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Nadir. Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی سکوں تو کبھی اضطراب جیسا ہے

اطہر نادر

کبھی سکوں تو کبھی اضطراب جیسا ہے

اب اس کا ملنا ملانا بھی خواب جیسا ہے

یہ تشنگئ محبت نہ بجھ سکے گی کبھی

یہ مت کہو کہ یہ دریا سراب جیسا ہے

غموں کی دھوپ میں امید کے بھی سائے ہوں

تو زندگی میں یہی انقلاب جیسا ہے

کبھی خیال سے باہر کبھی خیال میں ہے

وہ ایک چہرہ جو دل میں گلاب جیسا ہے

کوئی ملے نہ ملے بیقرار رہتا ہے

کہ دل کا حال بھی اک موج آب جیسا ہے

ہمارے دل میں وہی ہے جو سب پہ ظاہر ہے

کہ اپنا چہرہ کھلی اک کتاب جیسا ہے

وہ جس کی ذات سے جینے کا لطف تھا نادرؔ

بچھڑ گیا تو یہ جینا عذاب جیسا ہے

اطہر نادر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai

Athar Nadir

kabhi sukun to kabhi iztirab jaisa hai
ab us ka milna-milana bhi KHwab jaisa hai

ye tishnagi-e-mohabbat na bujh sakegi kabhi
ye mat kaho ki ye dariya sarab jaisa hai

ghamon ki dhup mein ummid ke bhi sae hun
tu zindagi mein yahi inqalab jaisa hai

kabhi KHayal se bahar kabhi KHayal mein hai
wo ek chehra jo dil mein gulab jaisa hai

koi mile na mile be-qarar rahta hai
ki dil ka haal bhi ek mauj-e-ab jaisa hai

hamare dil mein wahi hai jo sab pe zahir hai
ki apna chehra khuli ek kitab jaisa hai

wo jis ki zat se jine ka lutf tha 'nadir'
bichhaD gaya to ye jina azab jaisa hai

(526) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai written by Athar Nadir at UrduPoint. Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai is one of the masterpieces written by Athar Nadir. You can also find the complete poetry collection of Athar Nadir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Nadir' above.

Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Sukun To Kabhi Iztirab Jaisa Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.