Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha, Urdu Ghazal By Athar Nadir

Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Nadir. Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ اس ادا سے وہ میرے دل و نظر میں رہا

اطہر نادر

کچھ اس ادا سے وہ میرے دل و نظر میں رہا

بہ قید ہوش بھی میں عالم دگر میں رہا

خود اپنی ذات پہ مجھ کو بھی اختیار نہ تھا

تمام عمر میں اک حلقۂ اثر میں رہا

وہ عشق جس کی زمانے کو بھی خبر نہ رہی

ترے بچھڑنے سے رسوا نگر نگر میں رہا

رہ حیات میں تیری رفاقتیں نہ سہی

ترا خیال تو ہر دم مجھے سفر میں رہا

غم زمانہ نے کس کو مفر ہے اے نادرؔ

سکون قلب کہاں اب کسی ہنر میں رہا

اطہر نادر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha

Athar Nadir

kuchh is ada se wo mere dil-o-nazar mein raha
ba-qaid-e-hosh bhi main aalam-e-digar mein raha

KHud apni zat pe mujh ko bhi iKHtiyar na tha
tamam-umr main ek halqa-e-asar mein raha

wo ishq jis ki zamane ko bhi KHabar na rahi
tere bichhaDne se ruswa nagar nagar mein raha

rah-e-hayat mein teri rifaqaten na sahi
tera KHayal to har-dam mujhe safar mein raha

gham-e-zamana ne kis ko mafar hai ai 'nadir'
sukun-e-qalb kahan ab kisi hunar mein raha

(558) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha written by Athar Nadir at UrduPoint. Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha is one of the masterpieces written by Athar Nadir. You can also find the complete poetry collection of Athar Nadir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Nadir' above.

Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Is Ada Se Wo Mere Dil-o-nazar Mein Raha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.