Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se, Urdu Ghazal By Athar Shakeel

Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Shakeel. Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دیکھنے میں تو لگتے ہیں انسان سے

اطہر شکیل

دیکھنے میں تو لگتے ہیں انسان سے

بے خبر ہیں سب اپنی ہی پہچان سے

ہے تجھے یاد کرنے کی خواہش بہت

دل جو غافل کبھی ہو ترے دھیان سے

دشمنی کا کوئی داؤ کاری نہیں

جیت لیتے ہیں دشمن کو احسان سے

دل میں شفقت ہو چاہت ہو اخلاص ہو

گھر کا مطلب نہیں ساز و سامان سے

یوں سر راہ ان سے تقابل ہوا

جیسے ملتا ہے انجان انجان سے

گھر سے باہر تو تھے مطمئن مطمئن

گھر میں اطہرؔ ملے ہیں پریشان سے

اطہر شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se

Athar Shakeel

dekhne mein to lagte hain insan se
be-KHabar hain sab apni hi pahchan se

hai tujhe yaad karne ki KHwahish bahut
dil jo ghafil kabhi ho tere dhyan se

dushmani ka koi daw-kari nahin
jit lete hain dushman ko ehsan se

dil mein shafqat ho chahat ho iKHlas ho
ghar ka matlab nahin saz-o-saman se

yun sar-e-rah un se taqabul hua
jaise milta hai anjaan anjaan se

ghar se bahar to the mutmain mutmain
ghar mein 'athar' mile hain pareshan se

(747) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se written by Athar Shakeel at UrduPoint. Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se is one of the masterpieces written by Athar Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Athar Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Shakeel' above.

Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dekhne Mein To Lagte Hain Insan Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.