Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya, Urdu Ghazal By Athar Shakeel

Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Shakeel. Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جیسے ہی چشم رزاق سے گر گیا

اطہر شکیل

جیسے ہی چشم رزاق سے گر گیا

جگمگاتا دیا طاق سے گر گیا

ایک لغزش سے دونوں ہی رسوا ہوئے

وہ نظر سے میں آفاق سے گر گیا

شعر کہنے کو لکھا تھا میں نے ابھی

ایک مضمون اوراق سے گر گیا

اس کی نظروں سے میں کیا گرا ایک بار

یوں لگا جیسے آفاق سے گر گیا

ایک بیٹا تکبر کے آکاش سے

باپ کے لفظ اک عاق سے گر گیا

تیرگی جب نہ مٹ پائی سوکھا دیا

ٹمٹماتا ہوا طاق سے گر گیا

تمکنت کے سبب اک امیر الملوک

یاد رکھ چشم‌ خلاق سے گر گیا

اطہر شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya

Athar Shakeel

jaise hi chashm-e-rawaq se gir gaya
jagmagata diya taq se gir gaya

ek laghzish se donon hi ruswa hue
wo nazar se main aafaq se gir gaya

sher kahne ko likkha tha main ne abhi
ek mazmun auraq se gir gaya

us ki nazron se main kya gira ek bar
yun laga jaise aafaq se gir gaya

ek beTa takabbur ke aakash se
bap ke lafz ek aaq se gir gaya

tirgi jab na miT pai sukha diya
TimTimata hua taq se gir gaya

tamkanat ke sabab ek amir-ul-muluk
yaad rakh chashm-e-KHallaq se gir gaya

(708) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya written by Athar Shakeel at UrduPoint. Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya is one of the masterpieces written by Athar Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Athar Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Shakeel' above.

Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaise Hi Chashm-e-rawaq Se Gir Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.