Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai, Urdu Ghazal By Athar Shakeel

Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Shakeel. Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو انکار سر کے جھکانے کو ہے

اطہر شکیل

جو انکار سر کے جھکانے کو ہے

گلا ہم سے سارے زمانے کو ہے

میسر ہے ہر دل عزیزی اسے

مروت بھی اس کی دکھانے کو ہے

یہ قصہ ہے دل کا نہ ہوگا تمام

ابھی اور کتنا سنانے کو ہے

نیا اک المیہ نئی ابتلا

خدا بھی ہمیں آزمانے کو ہے

عجب ہے یہ ویران صحرا یہاں

نہ تنکا کوئی آشیانے کو ہے

حرم سے بھی لوٹے تو اطہر شکیلؔ

سفر ان کا پھر بادہ خانے کو ہے

اطہر شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai

Athar Shakeel

jo inkar sar ke jhukane ko hai
gila hum se sare zamane ko hai

mayassar hai har-dil-azizi use
murawwat bhi us ki dikhane ko hai

ye qissa hai dil ka na hoga tamam
abhi aur kitna sunane ko hai

naya ek alamiya nai ibtila
KHuda bhi hamein aazmane ko hai

ajab hai ye viran sahra yahan
na tinka koi aashiyane ko hai

haram se bhi lauTe to 'athar-shakil'
safar un ka phir baada-KHane ko hai

(766) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai written by Athar Shakeel at UrduPoint. Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai is one of the masterpieces written by Athar Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Athar Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Shakeel' above.

Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Inkar Sar Ke Jhukane Ko Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.