Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda, Urdu Ghazal By Athar Shakeel

Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Shakeel. Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

توحید دل میں ہو تو لبوں پر رہے خدا

اطہر شکیل

توحید دل میں ہو تو لبوں پر رہے خدا

ہم یوں جیے تو کیا جیے بے دین بے خدا

لو یوں تو ہو گئی ہے بہت کم ضمیر کی

اس آخری چراغ کو بجھنے نہ دے خدا

تو راہ راست اپنے کرم سے دکھا مجھے

رستے غلط ہزار ہیں دنیا میں اے خدا

طالب ہیں برتری کے مگر ہیں عمل سے دور

ہم کو جو کام کرنا ہے وہ کیوں کرے خدا

گر زانیوں کو ملتی نہیں ہے سزا یہاں

حوا کی بیٹیوں سے کشش چھین لے خدا

اب تو سکون بخش کہ اطہر شکیلؔ نے

اس عمر مختصر میں بہت دکھ سہے خدا

اطہر شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda

Athar Shakeel

tauhid dil mein ho to labon par rahe KHuda
hum yun jiye to kya jiye be-din be-KHuda

lo yun to ho gai hai bahut kam zamir ki
is aaKHiri charagh ko bujhne na de KHuda

to rah-e-rast apne karam se dikha mujhe
raste ghalat hazar hain duniya mein ai KHuda

talib hain bartari ke magar hain amal se dur
hum ko jo kaam karna hai wo kyun kare KHuda

gar zaniyon ko milti nahin hai saza yahan
hawwa ki beTiyon se kashish chhin le KHuda

ab to sukun baKHsh ki 'athar-shakil' ne
is umr-e-muKHtasar mein bahut dukh sahe KHuda

(731) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda written by Athar Shakeel at UrduPoint. Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda is one of the masterpieces written by Athar Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Athar Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Shakeel' above.

Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tauhid Dil Mein Ho To Labon Par Rahe KHuda, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.