Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin, Urdu Ghazal By Athar Shakeel

Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Athar Shakeel. Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وائے تقدیر کیا یہ المیہ نہیں

اطہر شکیل

وائے تقدیر کیا یہ المیہ نہیں

سب ہیں اپنے مگر کوئی اپنا نہیں

دیدہ و دل کہ سنسان صحرا ہوئے

دل میں جذبہ تو آنکھوں میں سپنا نہیں

عشق کو ترک کرنے میں دقت نہ تھی

عشق کو مشغلہ ہم نے سمجھا نہیں

اب کے مجھ سے ملا وہ تو ایسا لگا

وہ ہی چہرہ ہے لیکن وہ چہرہ نہیں

پھنک رہا ہے بدن کنج تنہائی میں

سر پہ چھت ہے مگر ماں کا سایہ نہیں

میری نظروں میں دنیا بھی عقبیٰ بھی ہے

آدمی ہوں میں اطہرؔ فرشتہ نہیں

اطہر شکیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin

Athar Shakeel

wae-taqdir kya ye alamiya nahin
sab hain apne magar koi apna nahin

dida-o-dil ki sunsan sahra hue
dil mein jazba to aankhon mein sapna nahin

ishq ko tark karne mein diqqat na thi
ishq ko mashghala hum ne samjha nahin

ab ke mujh se mila wo to aisa laga
wo hi chehra hai lekin wo chehra nahin

phunk raha hai badan kunj-e-tanhai mein
sar pe chhat hai magar man ka saya nahin

meri nazron mein duniya bhi uqba bhi hai
aadmi hun main 'athar' farishta nahin

(719) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin written by Athar Shakeel at UrduPoint. Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin is one of the masterpieces written by Athar Shakeel. You can also find the complete poetry collection of Athar Shakeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Athar Shakeel' above.

Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wae-taqdir Kya Ye Alamiya Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.