Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai, Urdu Ghazal By Atiiqullah

Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atiiqullah. Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسماں کا ستارہ نہ مہتاب ہے

عتیق اللہ

آسماں کا ستارہ نہ مہتاب ہے

قلب گہہ میں جو اک جنس نایاب ہے

آئینہ آئینہ تیرتا کوئی عکس

اور ہر خواب میں دوسرا خواب ہے

اور ہے شمع کے بطن میں روشنی

تیرے آئینے میں اور ہی آب ہے

یہ چراغ اور ہے وہ ستارہ ہے اور

اور آگے جو اک ہجر کا باب ہے

اور پھیلی ہوئی ہے جو اک دھند سی

اور عقب میں جو اک زینۂ خواب ہے

بس وہ لمحہ جو تجھ سے عبارت ہوا

باقی جو چیز ہے وہ فنا یاب ہے

خواب نے تو رقم کر دیا تھا تجھے

حاصل شب یہی چشم پر آب ہے

عتیق اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai

Atiiqullah

aasman ka sitara na mahtab hai
qalb-gah mein jo ek jins-e-nayab hai

aaina aaina tairta koi aks
aur har KHwab mein dusra KHwab hai

aur hai shama ke batan mein raushni
tere aaine mein aur hi aab hai

ye charagh aur hai wo sitara hai aur
aur aage jo ek hijr ka bab hai

aur phaili hui hai jo ek dhund si
aur aqab mein jo ek zina-e-KHwab hai

bas wo lamha jo tujh se ibarat hua
baqi jo chiz hai wo fana-yab hai

KHwab ne to raqam kar diya tha tujhe
hasil-e-shab yahi chashm-e-pur-ab hai

(1123) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai written by Atiiqullah at UrduPoint. Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai is one of the masterpieces written by Atiiqullah. You can also find the complete poetry collection of Atiiqullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atiiqullah' above.

Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasman Ka Sitara Na Mahtab Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.