Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun, Urdu Ghazal By Atiiqullah

Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atiiqullah. Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب بھی تنہائی کے احساس سے گھبراتا ہوں

عتیق اللہ

جب بھی تنہائی کے احساس سے گھبراتا ہوں

میں ہر اک چیز میں تحلیل سا ہو جاتا ہوں

میں کسی جسم پہ پھینکا ہوا پتھر تو نہ تھا

بارہا اپنا لہو دیکھ کے شرماتا ہوں

رات جو کچھ مجھے دیتی ہے سحر سے پہلے

وقت کے گہرے سمندر میں اتار آتا ہوں

دن کے ہنگامے جلا دیتے ہیں مجھ کو ورنہ

صبح سے پہلے کئی مرتبہ مر جاتا ہوں

ایک نشے کی طرح ٹوٹ گیا ہوں خود سے

اپنے نزدیک بھی مشکل سے نظر آتا ہوں

عتیق اللہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun

Atiiqullah

jab bhi tanhai ke ehsas se ghabraata hun
main har ek chiz mein tahlil sa ho jata hun

main kisi jism pe phenka hua patthar to na tha
bar-ha apna lahu dekh ke sharmata hun

raat jo kuchh mujhe deti hai sahar se pahle
waqt ke gahre samundar mein utar aata hun

din ke hangame jila dete hain mujh ko warna
subh se pahle kai martaba mar jata hun

ek nashshe ki tarah TuT gaya hun KHud se
apne nazdik bhi mushkil se nazar aata hun

(529) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun written by Atiiqullah at UrduPoint. Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun is one of the masterpieces written by Atiiqullah. You can also find the complete poetry collection of Atiiqullah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atiiqullah' above.

Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Bhi Tanhai Ke Ehsas Se Ghabraata Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.