Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha, Urdu Ghazal By Aulad E Rasool Qudsi

Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aulad E Rasool Qudsi. Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ایک شخص مرا ہم مزاج پہلے تھا

اولاد رسول قدسی

وہ ایک شخص مرا ہم مزاج پہلے تھا

بدل گیا وہی کل میں جو آج پہلے تھا

بشر کی پیاس بشر کے لہو سے بجھتی ہے

جہاں میں کیا یہی خونی رواج پہلے تھا

تمام وقت گزرتا ہے لغویات میں اب

ہمارے سر پہ بہت کام کاج پہلے تھا

یہ ایسا دور کہ انسانیت بلکتی ہے

سکوں سے پر بڑا سادہ سماج پہلے تھا

نہ دیکھی دہر نے اس کی طرح ضیا اب تک

عجیب بجھتا ہوا اک سراج پہلے تھا

غبار و خاک میں وہ سب بدل گئے قدسیؔ

جواہرات کا گھر بھر اناج پہلے تھا

اولاد رسول قدسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha

Aulad E Rasool Qudsi

wo ek shaKHs mera ham-mizaj pahle tha
badal gaya wahi kal mein jo aaj pahle tha

bashar ki pyas bashar ke lahu se bujhti hai
jahan mein kya yahi KHuni riwaj pahle tha

tamam waqt guzarta hai laghwiyat mein ab
hamare sar pe bahut kaam kaj pahle tha

ye aisa daur ki insaniyat bilakti hai
sukun se par baDa sada samaj pahle tha

na dekhi dahr ne us ki tarah ziya ab tak
ajib bujhta hua ek siraj pahle tha

ghubar-o-KHak mein wo sab badal gae 'qudsi'
jawaharaat ka ghar bhar anaj pahle tha

(586) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha written by Aulad E Rasool Qudsi at UrduPoint. Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha is one of the masterpieces written by Aulad E Rasool Qudsi. You can also find the complete poetry collection of Aulad E Rasool Qudsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aulad E Rasool Qudsi' above.

Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Ek ShaKHs Mera Ham-mizaj Pahle Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.