Zist Meri Azab Ho Jaise, Urdu Ghazal By Aulad E Rasool Qudsi

Zist Meri Azab Ho Jaise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aulad E Rasool Qudsi. Zist Meri Azab Ho Jaise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zist Meri Azab Ho Jaise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زیست میری عذاب ہو جیسے

اولاد رسول قدسی

زیست میری عذاب ہو جیسے

موت دل کش گلاب ہو جیسے

مثل اوراق ہیں سبھی انساں

اور دنیا کتاب ہو جیسے

شوق سے کھا رہے ہیں سب حیواں

ایک مردہ کباب ہو جیسے

آنکھ دھرتی کی سرخ ہونے لگی

نور انجم شراب ہو جیسے

کب سے شعلوں پہ سو رہا تھا مگر

اب بھی وہ نیم خواب ہو جیسے

پنکھڑی پھول کی ہے پژمردہ

باد زیر عتاب ہو جیسے

مل نہیں سکتی تم کو سیرابی

ابر قدسیؔ سراب ہو جیسے

اولاد رسول قدسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zist Meri Azab Ho Jaise

Aulad E Rasool Qudsi

zist meri azab ho jaise
maut dilkash gulab ho jaise

misl-e-auraq hain sabhi insan
aur duniya kitab ho jaise

shauq se kha rahe hain sab haiwan
ek murda kabab ho jaise

aankh dharti ki surKH hone lagi
nur-e-anjum sharab ho jaise

kab se shoalon pe so raha tha magar
ab bhi wo nim-KHwab ho jaise

pankhuDi phul ki hai pazhmurda
baad zer-e-itab ho jaise

mil nahin sakti tum ko sairabi
abr 'qudsi' sarab ho jaise

(616) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zist Meri Azab Ho Jaise written by Aulad E Rasool Qudsi at UrduPoint. Zist Meri Azab Ho Jaise is one of the masterpieces written by Aulad E Rasool Qudsi. You can also find the complete poetry collection of Aulad E Rasool Qudsi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aulad E Rasool Qudsi' above.

Zist Meri Azab Ho Jaise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zist Meri Azab Ho Jaise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.