Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah, Urdu Ghazal By Ayaz Ahmad Talib

Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ayaz Ahmad Talib. Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک پر کشش کہانی کے کردار کی طرح

ایاز احمد طالب

اک پر کشش کہانی کے کردار کی طرح

ہر شخص جی رہا ہے اداکار کی طرح

میں چل رہا ہوں بادل نا خواستہ مگر

حالات کی گرفت میں پتوار کی طرح

جو پھول سے بھی ہلکا تعلق تھا ان دنوں

لگنے لگا ہے کوہ گراں بار کی طرح

یہ مصلحت نہیں ہے تو پھر ان کے سامنے

خاموش کیوں کھڑے ہو گنہ گار کی طرح

طالبؔ خوشامدوں کا یہ چولا اتار کر

حق مانگ کر تو دیکھیے حق دار کی طرح

ایاز احمد طالب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah

Ayaz Ahmad Talib

ek pur-kashish kahani ke kirdar ki tarah
har shaKHs ji raha hai adakar ki tarah

main chal raha hun ba-dil-e-na-KHwasta magar
haalat ki giraft mein patwar ki tarah

jo phul se bhi halka talluq tha in dinon
lagne laga hai koh giran-bar ki tarah

ye maslahat nahin hai to phir un ke samne
KHamosh kyun khaDe ho gunahgar ki tarah

'talib' KHushamadon ka ye chola utar kar
haq mang kar to dekhiye haqdar ki tarah

(1021) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah written by Ayaz Ahmad Talib at UrduPoint. Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah is one of the masterpieces written by Ayaz Ahmad Talib. You can also find the complete poetry collection of Ayaz Ahmad Talib by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ayaz Ahmad Talib' above.

Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Pur-kashish Kahani Ke Kirdar Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.